Posts

Showing posts from January, 2012

Separation

As long as there is a Me, there is the Other.

Counterproductive

Go too far to the East and you will land up in the West. - Lao Tzu

What can I offer YOU?!

My friend Vidyottama posted this wonderful aarti in Hindi sung by her father. The aarti is pure Advaita; every verse has clear pointers to the Truth. May be someday I shall translate this into English but for now here's the Hindi version: Ajab hairaan hoon Bhagwan tumhein kyon kar rijhaoon main Koi vastu nahin aisi jise seva mein laaoon main Karein kis tarah aavhan ki tum maujood ho har jagah Niradar hai bulane ko agar ghanti bajaoon main Tumheen ho moorti mein bhi, tumheen vyapak ho phoolon mein Bhala Bhagwan ko Bhagwan par kyon kar chadhaoon main Lagana bhog kuchh tumko ye ik apmaan karna hai Khilata hai jo sab jag ko use kyon kar khilaoon main Tumhari jyoti se roshan hain sooraj, chand aur taare Maha andher hai kaise tumhein Deepak dikhaoon main Bhujayen hain na gardan hai na seena hai na peshani Tum ho nirlep Narayan kahan chandan lagaoon main Ajab hairaan hoon Bhagwan tumhein kaise rijhaaoon main