What can I offer YOU?!
My friend Vidyottama posted this wonderful aarti in Hindi sung by her father. The aarti is pure Advaita; every verse has clear pointers to the Truth. May be someday I shall translate this into English but for now here's the Hindi version:
Ajab hairaan hoon Bhagwan tumhein kyon kar rijhaoon main
Koi vastu nahin aisi jise seva mein laaoon main
Karein kis tarah aavhan ki tum maujood ho har jagah
Niradar hai bulane ko agar ghanti bajaoon main
Tumheen ho moorti mein bhi, tumheen vyapak ho phoolon mein
Bhala Bhagwan ko Bhagwan par kyon kar chadhaoon main
Lagana bhog kuchh tumko ye ik apmaan karna hai
Khilata hai jo sab jag ko use kyon kar khilaoon main
Tumhari jyoti se roshan hain sooraj, chand aur taare
Maha andher hai kaise tumhein Deepak dikhaoon main
Bhujayen hain na gardan hai na seena hai na peshani
Tum ho nirlep Narayan kahan chandan lagaoon main
Ajab hairaan hoon Bhagwan tumhein kaise rijhaaoon main

A very beautiful aarti!
ReplyDeleteMy humble thanks to Vidyottama.
I'm copying it to my FB giving due credits to her and adding a link to Shunyayogi's blog.
Very nice aarti. Is it possible to post the recording (in mp3 etc) in your friend's father's own voice?
ReplyDeleteThese words are effective, heartfelt rendering will surely move.